do din ka ye mela hai do din ka do din ka ye mela hai khela phir uth jaana hai do din ka ye mela hai khela phir uth jaana hai aana hai jaana hai jeevan chalte jaana hai are aana hai jaana hai jeevan chalte jaana hai mite na chhapke shehad sa tapke mite na chhapke shehad sa tapke mitha bol khajaana hai aana hai jana hai jeevan chalte jaana hai maati ka bartan hai pyare maati mein mil jaana hai aana hai jana hai jeevan chalte jaana hai jeevan chalte jaana hai hawawon mein behti kahaniya hai ho hawawon mein behti kahaniya hai bholi masoom nadaniyan hai bhor aur saanjh ke pakke rang pooja aajaan duawon ke sang ghar ghar ki chhat pe hai rehta panchhi aata, bulana hai aana hai jana hai jeevan chalte jaana hai aana hai jana hai jeevan chalte jaana hai jeevan chalte jaana hai