Khulke jeene ka tareeka tumhe sikhate hain Haske dekho na lateefa tumhe sunate hai Umar ke saal kitne hai Ginn ginn ke kya karna Beet jaaye na ginti mein hi varna Aao film’on ke be-adab gaane gaate hai Heroine-Hero aaj hum tum bann jate hai Khulke jeene ka tareeka tumhe sikhate hain Haske dekho na lateefa tumhe sunate hai Khushiyan toh rakkhi hain pocket mein Kaagaz ke nanhe se packet mein Inki bijli ki tarah kyun bachat kare batao na Kharch kar daalenge saari aaj hi aao na Hai mehange dard bade Aur muskaan paayi humne muft mein Khulke jeene ka tareeka tumhe sikhate hain Haske dekho na lateefa tumhe sunaate hai Umar ke saal kitne hai Ginn ginn ke kya karna Beet jaaye na ginti mein hi varna Aao film’on ke be-adab gaane gaate hai Heroine-Hero aaj hum tum bann jate hai Dil ki hai itni hi nadaani Chutki mein ho jaaye romaani Yaari aur Chaahat ke jo Beech ki maheen sarhad hai Paar usko kar jaana Dil ki buri aadat hai Aasani se aa jaaye Do anjaan ankhiyon ki giraft mein Khulke jeene ka tareeka tumhe sikhate hain Haske dekho na lateefa tumhe sunaate hai Umar ke saal kitne hai Ginn ginn ke kya karna Beet jaaye na ginti mein hi varna Aao film’on ke be-adab gaane gaate hai Heroine-Hero aaj hum tum bann jate hai Khulke jeene ka tareeka tumhe sikhate hain Haske dekho na lateefa tumhe sunaate hai